All the messages are taken from the islamic books and some from the islamic sites
“An honest treasurer who gives what he is ordered to give fully, perfectly and willingly to the person to whom he is ordered to give, is regarded as one of the two charitable persons”
(Bukhari Shareef)
Prophet Hazrat Muhammad Mustufa (PBUH) said:
" A Group Of People from My Ummah Will continue to fight in defence of truth and remain triumphant until the day of judgment”
(Sahi Muslim)
Beautiful name “Muhammad” {P.B.U.H}
Kitna piyaara naam hai moo se pura nikalta nahi Aur hont ek dosre ko 2 dafa choom laite hain.
(try it)!
"Agar rizq aqal-o-danish se milta to jaanwar aur bewaqoof zinda hii na rehte."
(Hazrat Ali r.a.)
INSAN ka IMTEHAN
Rasool-Allah (Salallaho_Aleihe Wasalam) Ne Farmaya:
“INSAN ka IMTEHAN uss ke EMAAN aur TAQWAY k mutabiq hota hay, agar wo apne TAQWAY mai MAZBOOT hota hai, to uski AZMAISH bhi sakht hoti hai, yahi wajah hai ke sab sai ziyadah SAKHT AAZMAISH aur IMTEHAN NABIYON ki hui, phir NAIK LOGON ke, phir in say kum DARJAY walon ki.”(Ibne_Majah,H:4023)
"Jis ka rabta ALLAH ke sath ho wo nakam nahin hota, Nakaam wo hota hai jis ki umidain duniya walon se wabista hon."
…..Think About It….
"Koi zabt de na jalal de, Mujhe sirf itna kamal de,
Main har ek ki sada banun, Key zamana meri misaal de,
Teri rehmaton ka nuzool ho, Meri mehnaton ka sila milay,
Mujhe maal-o-zar ki hawas na ho, Mujhe bas tu rizq-e-halal de,
Mere zehen mai Teri fikr ho, Meri saans mai Tera zikr ho,
Tera khauf meri nijaat ho, Sabhi khauf dilse nikal de,
Teri bargaah mai Aay Khuda meri roz o shab hai yahi Dua,
Tu Raheem hai Tu Kareem hai, Tu sabhi balaaon ko taal de.
(AAMEEN)
Statistics of Quran-e-Pak
Invitation of Namaz is 700 times in Quran,
Hazrat Ayesha (razi-allahu taala-anha) was the first who counted all qurani ayats,
Quran-e-Pak was completed in 22 years, 5 months & 14 days.
The name of Allah is 2584 times in Quran-e-Pak,
Quran-e-Pak has translated in 103 languages in the world,
4 Names of masjids are mentioned in Quran-e-Pak
(1)Masjid-ul-Haram
(2)Masjid-ul-Ziraar
(3)Masjid-ul-Nabawi
(4)Masjid-ul-Aqsa
"Momin ka her wo din Eid ka din hay jis din wo koi gunah na kare."
Musibat, Rehmat aur Neymat Golden word’s
"Jo musibat apko Allah ki taraf mutawajja kar de,wo musibat nahin rehmat he,
Aur Jo neymat apko Allah se ghafil kardey, woh neymat nahin, musibat hay."
DUA
"Jaisa tu chahta hay ab mujhey waisa kar de,
Ae-Allah iss se pehlay ke yeh duniya mujhey ruswa kar de,
Tu mere jism ki rooh ko accha kar dey,
Ye halat apni jo main ne khud banai hey magar, Jaisa tu chahta hay ab mujhey wesa kar de,
Meray her faislay mein teri raza ho shamil, Jo tera hukum ho wo mera irada kar dey,(Aameen)
The prophet (SAW) said:
“He who remembers his Lord and who does not remember his Lord, are like the living and the dead.”
(Al-Bukhari) 11/208;Muslim 1/539
We will depart on a journey free of cost
One day we all will depart on a journey free of cost, don’t worry about seat reservation, its confirmed and flight is always on time, our good deeds will be our luggage, Islam will be our passport, Kalma will be our Visa and Grave will be our waiting lounge, May you travel to heaven in 1st Class.
Ameen!!
Remember me in your prayer.
Islam is so easy
"ALLAH key khouf se sirf 1 gunah chor dena 1 lakh tahajjud/nafil namaz se badh kar hai,"
“ISLAM” stands for:
I
Shall
Love
Always
Muhammad (S.A.W)
"Verily, Allah does not look towards our bodies nor towards our appearances. But,He looks towards your hearts."
Happy Moments - PRAISE ALLAH
Difficult Moments - SEEK ALLAH
Quiet Moments - WORSHIP ALLAH
Painful Moments - TRUST ALLAH
Moment By Moment - THANKS ALLAH
NAMAZ Kia hai?
N=Nekion mai izafa
A=Aakhirat mai nijaat
M=MOHAMMAD (S.A.W) ki sunnat
A=Allah ki raza
Z=Zaria-e-qurbat-e-ELAHI.
NAMAZ na choro.
"Best cosmatic for the lips is truth, for the voice is prayer, for the eyes is pity,for the hands is charity, and for the heart is care." Always keep these in your beauty box(heart).
"The Shortest Distance between a Problem and it’s Solution is the distance between your knees and the floor. The one who kneels to Allah (Ta’Ala) can Stand Up to Anything."
"Mujhey ibadat main 2 chizain bahut pasand hain, sard mausam main FAJAR ki NAMAZ
aur Garam mausam main RAMZAN key rozay."
{Hazrat Ali R.A}
Aaj ki DUA
"Aye Allah! Mere wo tamam gunah maaf farma, jo meri duaon ki qubuliat main rukawat bante hain. (Ameen)
"Duaon ki qaboliat ke auqaat.According to HADEES,
1.Farz namaz ke baad,
2.Azan or aqamat ke darmian,
3.Tahajjud key waqt,
4.Barish barastay waqt,
5.Dauran-e-safar,
6.Iftaar ke waqt,
7.Jummay ke din ek ghari,
8.Shab-e-qadar main,
9.Zam zam peetay waqt,
10.Arfa k din maidan-e-arfat main,
11.Quran ki tilawat ke baad."
"Significances of the prayers.
Fajar - increases the complexion or noor,
Zohar - increases Income,
Asar - Improves health,
Maghrib - good future 4 u r children,
Esha - peaceful sleep."
"Life is Test,Islam is best
Namaz is must, Aakhrat is for rest,
World is only dust, If Quran is in chest,
nothing need next,
Obey ALLAH first, Success will be next."
"The most beautiful name is ALLAH,
Most beautiful lyric is AZAAN,
Best exercise is NAMAZ,
World's perfect book is QURAN,
And You are so lucky if YOU are a MUSALMAN."
"The fire of jahanam will not touch the person who recites"
“Allah-humma aajir-ni minan-naar”"
"Barish ka qatra seep or sanp dono ke muh mein girta hai jab ki sanp usay zeher bana deta hay, or seep usay moti, jiska jaisa zarf waisi usski takhleeq."
HAZRAT ALI(R.A)
"Zindagi bewafa kion hoti hai?
Wafa kerne ki saza kyon hoti hai?
Choti si baat pe baha dety hain KHOON
Insan mein itni ANA kyon hoti hai?
Karta hun mein jis se baar baar TAUBA,
Elahi mujhse wahi KHATA kyon hoti hai,
Banatay to hain hum apne hathon se MASJID,
NAMAZ apni hi phir QAZA kyon hoti hai."
Hadees-e-paak
“Sadqa gunahon ko is tarah khatam kar daita hai jis tarah pani aag ko bujha daiti hai”
(TIRMIZI)
Agar ALLAH apki dua qabool kerle, to iska matlab he ke WOH aapka eeman mazboot ker raha hai,Agar thodi dair se kare to, to aap ke sabr ko badha raha hai Lekin, Agar qabool na kare, to aapka eeman Azma raha he. Isiliye hamen har Hal mein “ALLAH” per yakeen karna chahiye.
"Amal karo to zindagi sanwar jaye,Quran parho to dil khil jaye,
Namaz parho to chehra roshan hojaye,
Kitni dilkash hai Rasul-e-Khuda ki Sunnatain,
Amal karo to zindagi sanwar jaye"
"Remember!
Never make any decision in anger and Never promise in happiness!
(Hazrat Ali A.S)
"Hum rozana inbox kholte hain khamare dost ne konsa sms bheija hai,
lekin, Kya hum rozana KALAM-E-PAK kholte hain? ke ALLAH ne hamain konsa messages dia hai
sochiya ga zaroor"
"Do ordinary for ALLAH, HE will do extra-ordinary for you,
Do natural for ALLAH, HE will do supernatural for you,
Do possible for ALLAH,HE will do impossible for you."
"Namaz ke “10 faiday
01 . Chehray ki nooraniat
02 . Dil ka noor
03 . Jism ki rahat
04 . Qabr me sathi
05 . Nuzuley rehmat ka zareya,
06 . Aasmanon ki chabi
07 . Mezane hisab ka wazn
08 . Allah ki raza
09 . Jannat ki qeemat
10 . Aag se bachne ka zariya…
"Soorah & their effectiveness
Surat Fatiha Allah ke ghazab se bachati hay,
Surah Yaseen Qayamat ke din piyaas se,
Surah Waaqia fiker or faaqay se,
Surah Mulk Azaab-e-Qabar se,
Surah Kausar dusmunon ki dushmani se,
Surah kaaferoun mout ke waqt kuffar se,
Surah ikhlas munaafiqat se,
Surah Falak Hadson se,
Soorah Naas wuswasoun se bachati hain
Aey ibne ADAM!
"Tujhe kia ho gaya hai?
Tu ne apni namazon,
Duaon aur ibadaton
ko sirf pareshani aur museebat
ke waqt ke liye hi rakha huwa hai,
Tujhey 70ma’aon se ziadah
chahnay wale RAB Ta’AALA ko
sirf apni waqti khuwahishon ke liye naraz kia howa hai..
Aey insan, zara soch to sahi…
"Momin wo nahi jis ki mehfil pak ho, Bul-ki momin wo hay jis ki mehfil aur tanhai pak ho”.
"Main jannat ke shoq main ibadat nahi karta ki ye ibadat nahin tijarat hai.
Main dozukh ke khof se ibadat nahin karta ke ye ibadat nahin ghulami hai.
Main ibadat sirf iss liye karta hon, kyunki mera RUB ibadat ke layaiq hai." (Hazrat Ali R.A)
"The way guided by Allah-:
If you will carry on the way guided by human, you will find a HOPELESS END.
But if you will carry on the way guided by Allah, you will find an ENDLESS HOPE."
Aqwal-e-zareen Ustaad ke maar baap ke pyar se achi hai [HAZRAT LUQMAN (A.S)]
Chand ke baghair raat bekar hai, aur ilm k baghair zehan. [HAZRAT ABU BAKAR(RAA)]
Jo tujhey teri khamiyan bataye wo tera dost hai. [HAZRAT UMER (RAA)]
Ghareeb wo hai jis ka koi dost na ho. [HAZRAT ALI (RAA)]
"Agar tum kisi ko chota dekh rahe ho, to tum use door se dekh rahe ho, Ya phir ghuroor se dekh rahe ho" Hazrat Ali(R.A)
Sukoon dhondta phirta tha me baharon me Sukoon dhondta phirta tha me baharon me,
Haseen wadiyon mei, surmayee nazaron me,Main is talash mein ja pahuncha chand sitaron main,
Magar ye mujhe mila Quran k 30 paron mein
“Gift” of “SALAM” wrapped with “AFFECTION”
tied with “CARE” and sealed with “DUA” to keep u safe and happy today & always."
NABI KAREEM S.A.W farmate hain ki: “libas ki sadgi eeman ki alamaton main se aik alamat hai.”
ABU DAUD ("Allah us shakhs ko abad rakhta hai jo hadees sun kar dosre ko pahunchaye!")
"Jannat ke 8 darwazay hain
1.Jannatul Mava
2.Darul Maqam
3.Darul Salam
4.Darul Khuld
5.Jannatul Adnan
6.Jannatul Naim
7.Jannatul Kashif
8.Jannatul Firdaus"
"Allah se dua hay k baroz-e-qiyamat her darwazay se aap ka nam pukara jaye.”aameen”
"IKHTIYAR, TAAQAT aur DOULAT aisi cheezain hain jin ke milnay say log badaltay nahin balki BAYNAQAB hotay hain." (Hazrat Ali)
"Ek din Hazrat Jibraeel (A.S) Huzoor (S.A.W) ke paas aye or kaha ALLAH ne mujhey itni taqat di hay ke main sari dunia ke darakhton ke pattay gin sakta hon or pani ke saray qatray or rait k saray zarray gin sakta hon lekin us aadmi per rehmat ki tadad nahin gin sakta jo AAP(S.A.W) per 1 bar darood parhta hai”
Quran ka mojza
Lafz “AL-Bar” yani “Zameen”
Quran pak main 13 baar aaya hay.
Or
Lafz “AL-Bahar” Yani “Samandar”
32 bar aaya hay.
Total 13+32=45
Zameeni Elaqa:13/45×100=28.89%
Samandri Elaqa: 32/45×100=71.11%
Yani dunia main 28.89 % zameen hay
or 71.11 % samandar hay.
Khushki or pani ka bilkul yahi ratio
aaj ki jadeed science ne daryaft kia hay.
Lekin QURAN PAK ne
1400 saal pehle ye ratio bata dia.
"Din ki roshni main “RIZQ” talash karo,aur RAAT ki tariki main “USEY” talash karo jo tumhain “RIZQ” deta hai."
"Wo gunah jis ka tumhein ranj ho, Allah k nazdeeq us nayki se behtar hai jis se tum main ghuroor paida ho jaye". (Hazrat Ali R.A)
Namaaz ki shaan
"Jab tum namaz ke liye khade hote ho to sir se aasman tak rahmat-e-ilahi ghata ban ke chaa jati hai,farishtay charon taraf jama ho jate hain. Ek farishta pukarta hai ke Aey namazi agar tu dekh lay ki tere samnay kaun hai or tu kiss se baat ker raha hai to Allah ki qasam tu qayamat tuk salam na phere."
"Naya islmai saal mubarakA ap sab ko dill ki gehraiyon saynikli hui beshumar duaon ke sath “NAYA ISLAMI SAAL” mubarak ho.Allah iss naye saal ko aap sab ke liye rehmaton, barkaton, khushiyon, kamiyabion, khair-o-aafiat, hifazat, aman, sukoon aur tamam tar naik khuwaheeshat ki takmeel ka saal bana de aur donon jahan ki sari naymatain ata farmaye aur hamisha,hamisha ke liye razi ho jaye. Ameen, Summa ameen."
*SHABAN MUBARAK*
Flowerful Morning
.
.
.
Colourful Noon
.
.
.
Joyful Evening
.
.
.
Peaceful Night
.
.
.
Wish u a Fantastic month ahead..!!
*SHABAN MUBARAK*
"In God”s eyes, Love is never absent. In God”s heart, forgiveness is never impossible. In God”s embrace, no one is ever alone or forgotten."
"Pray to Allah Almighty, and show some faith and dignity,
Quran be at your side, Islam giving you a pride,
Sunnah be a light for you, that will glow and let you do,
All the acts to make you feel, nothing but this land is real.
"Never a weakness that He can’t fill
Never a sickness that He can’t heal,
Never a sorrow that He doesn’t share,
Moment by moment- you are under ALLAH’s care"
Allah did not promise,Days without pain, Laughter without sorrow, Sun without rain.
But He did promise:Strength for the day, Comfort for the tears, and light for our ways.
"A woman was created from a man's(Adam) rib.
Not from his feet 2 be walked on, Not from his head 2 be superior over,
But from his side to be equal, Under the arm to be protected,
and Next to the heart to be loved…"
"Jism ki tandrusti “NAMAZ” main hai, Dil ki taqat TILAWAT-E-QURAN main hai,
Dimagh ki quwwat ZIKER-E-ELAHI main hai, Rooh ki rahat DUROOD SHAREEF main hai,"
"When you are in trouble, don’t ever say,”Ya Allah!, I have problem”
instead say,”Hey Problem, I have ALLAH!”
and everything will be fine…."
"May Allah increase ur EMAN, Grant you AHSAN,
Restore on you SABAR, Delight you in ZIKR,
Bless you with TAQWA, Accept your TAUBA
and Honour you with JANNAT(HEAVEN)"
"Prayer is a free outgoing call to GOD, no network or battery problem, always good signal and all messages sent. "
"Make prayer a habit and remember me in your prayer."
'If things are happening according to your wish, you are lucky! But if they are not, you are very lucky,because they are happening according to Allah’s wish!'
"The thing that weighs most heavily in the balance (of good deeds) is a good attitude.!"
"Make sure your food is good (halal and bought with halal earnings), and you will be one whose prayers are answered."
"Pay attention to Allah and He will pay attention to you.!"
"Watch your Thoughts, they become Words!
Watch your Words, they become Actions!
Watch your Actions, they become Habits!
Watch your Habits, they become Character!
Watch your CHARACTER!, It becomes your DESTINY!"
"I ask Allah 2 make you happy, make you smile, guide you safely though every mile, grant you wealth, give you health and most of all grant you paradise!"
"karo mehabaani tum ahle-zameen par, Khuda tum par meharban hoga arshe-bareen par"
HAQ Aur BATIL Ka MUQALMA
Yazeed bola:
Bari Fauj Mere Haath ...Hy
HUSSAIN bole
Nateeja KHUDA k Haath Hy
Yazeed bola
Udhar Maut Aur Idhar Khazana Hy
HUSSAIN bole k
NANA ko Muun Dikhana Hy
Yazeed bola
Main Hakim Hoon Jabr Krta Hoon
HUSSAiN bole
MAIN "SYED" Hoon Sabr Krta Hoon
Yazeed bola
Kafan Tak Na Dala Jaye Ga
HUSSAIN bole k
JANNAT Se Joraa Aaye Ga ..
BEST SMS So Far
AAP S.A.W k Pyare Bete Ki Wafat Pr AAP S.A.W Bohat ...Ghamgeen Thay ,
BIBI AYESHA R.Z ne AAP S.A.W Se Arz Kia k
ALLAH Ne Har NABI A.S Ko Ye Darja Ataa Kia Hy k Wo Apni Zindagi Mein 1 Dua Maang Skty Hyn Jo
Foran Qubool Ho Jaye Gi, Tou AAP S.A.W Apne Bete Ki Dobara Zindagi Kia Dua Maang Lete, ALLAH Qubool Krny Wala Hy
AAP S.A.W Ne Farmaya k
Wo Dua Main Ne Aakhirat Mein Apni Ummat k Liye Sambhal Rakhi Hy
(SUBHANALLAH)